Bharat Ki Pratham Mahilayein

저자
정보 없음
출판사
Repro Knowledgcast Ltd
출판일
20120301
ISBN
9789381588338
ISBN 등록 지역
인도 (ISBN 978-93)

소개

Bharat mein mahilaon ka yogdaan kisi bhi shetra mein purushon se kam nahin raha hai. Yahan tak ki unhone purushon se bhi aage badh-chadhkar khyati arjit ki hai. Prastut pustak 'Bharat ki Pratham Mahilaaye' mein chuni hui mahilaon ke baare mein chitraan hai, jinhone kisi kaarya shetra mein pratham mahila hone ka gaurav prapt kiya. Inmein khel, police, Raajneeti, banking aadi shetra shamil hain. Ye mahilaaye kisi bhi shetra mein bhartiye mahilaon ke liye aadarsh aur anukarniye hain.