Papa Ki Potli Se (??????, ??????? ?? ?????????)

저자
정보 없음
출판사
Notion Press Media Pvt. Ltd
출판일
20260601
ISBN
9798905105203
ISBN 등록 지역
미국 (ISBN 979-8)

소개

"Papa Ki Potli Se" kavitaon, vicharon, sansmaranon aur jeevan ke chhote-chhote anubhavon ka ek atmiya sankalan hai. Is pustak mein rishton ki garmahat, bachpan ki smritiyan, sangeet ka madhurta, prakriti ki sahajta aur rozmarra ke jeevan se upji samvedanaen shabdon ka roop leti hain.Ek sajag drishti aur samvedansheel man se likhi gai ye rachnaen pathak ko thaharkar dekhne, mehsoos karne aur jeevan ke sadharan kshanon mein chhipa asadharan sundarta ko pehchanne ka nimantran deta hain.